Star Hai Tu - Toofaan | Farhan Akhtar, Mrunal Thakur|Siddharth M,Divya K,Himani K|Javed Akhtar | SEL - Himani Kapoor, Siddharth Mahadevan & Divya Kumar Lyrics



Star hai tu Lyrics


Song: Star Hai Tu Singers: Himani Kapoor, Siddharth Mahadevan & Divya Kumar Composers: Shankar Ehsaan Loy Lyrics: Javed Akhtar 

Chorus – Soumil Shringarpure, Arshad Mohammed & Shehnaz Akhtar


Oh mere yaar ka photo chapa jo ik paper mein hain
Toh har chalne ko saare maholle bahr mein hain
Are apna veeru aisa jo star bana
Toh jhumta abse jashan tu mere yaar bana

Oh begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Is baat ko leke kyu tu karta hain batangad re

Star Hai Tu
Dildaar hain tu
Oh mera yaar hain tu
Mat kriye gadbad re

Star Hai Tu
Dildaar hain tu
Oh mera yaar hain tu
Mat kriye gadbad re

Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama
Begaani shaadi mein abdullah deewana
Isko toh jab dekho karta hain koi hungama